Оберіть трек для відтворення
Tune ye kya kiya, sholaa bhadkaa diya
Tune ye kya kiya, sholaa bhadkaa diya
Nas-nas mein masti hai, aankhen tarasati hain, aa bhee jaa
Ha-ha-ha, ye kya kiya, sholaa bhadkaa diya

Ik to javanee mastaani maar daalegi, duje, too paas naa aaye
Haay, duje, too paas naa aaye

Ab to mitaa de ye doori, rut ye kaheen naa biit jae
Haay, rut ye kaheen naa biit jae
Laage naa ye jiyaa, ab to sun le, piya
Laage naa ye jiyaa, ab to sun le, piya
Teri deewaanii hoon, khud se begaani hoon, aa bhee jaa
Ha-ha-ha, ye kya kiya, sholaa bhadkaa diya
Ang-ang mera, mere sajnaa, jal raha hai, aake bhujhaa ye agan
Haay, aake bhujhaa ye agan

Tere liye hai pyaar mera, arpan hai ye tan-badan
Haay, arpan hai ye tan-badan
Pyaar kee aandhiyaan chale dil mein, piya

Naa inkaar kar, ab muje pyaar kar, ab too aa bhee jaa
Ha-ha-ha, ye kya kiya, sholaa bhadkaa diya
Dil ye deewaanaa nazraana tere naam hai, tere naam honton ka jam hai
Haay, tere naam honton ka jam hai

Pardaa haya ka hataa de, dil mein ye ek armaan hai
Haay, dil mein ye ek armaan hai
Pyaar ka ye diya ab bhujhe naa, piya
Pyaar ka ye diya ab bhujhe naa, piya
Aaja too banhon mein, pyaasi nigaahon mein, aa bhee jaa