Оберіть трек для відтворення
Hoshiyar khabardar
Ho gaya dil bekarar
Jaana meri jaana
Gumm gaya beshumaar
Me toh chala uss raaste
Jaha
Chalna na naseeb sochna bhi
Hai gunaah
Aankhen khuli nazar me tu aa gaya
Socha na samjha bas phisal gaya
Baate mulaqaate hone lagi
Saanson jaise zarurat tu bann gayi
Halka suroor aise chadhne laga
Tu meri or me tera bann gaya!
Hosh aaya toh mujhko dikha
Mujh jaise pehle se hi kitne lapata
Ishq pyaar mohabbat dil lootana
Sab gair, galat bas jhoota hai ek fasana
Tere jaane ke baad
Hua tha ye ehsaas
Iss qadar oh jaana khushnaseeb, tha
Ho gaya hu
Barbaad