Оберіть трек для відтворення
Din nikal hi jaata hai
Raat gehri hai yahan
(this mf don't miss)
Brainsick mile kick ek joint se
Chik-chik mat kar aaja point pe
Tiktik kare ghadi na hai time be
Basic mere bars paranoid hai
Seekh mile galtiyo se so i did
Kaafi mistakes that i can't hide it
Kaafi kuch fake yahan kaafi kuch hyped hai
Ghutne tek yahan game ka mein psychic
Bhai ki to gayiki kifayti nibhaygi khilayegi na pet bhar
Nachayegi na hater chapaygi na paper aur mootegi pay
Par unki jo keh rahe the kya hoga is way par
Laayegi naye ghar banayegi na able
Likhayi kaafi high dikhaygi wo day jab
Mein sochuga us din ko us manzarkashi ko
Na kar pao yakin to ro dunga khushi par
Kya tu hogi wahin par
Ya dil bhula dega tujhko
Tanhai mein jaga wo aashiq
Kya dil sula dega usko
Paer honge zameen par
Ya fame bigaadega mujhko
Sukoon hoga naseeb
Ya talashi hi kha legi dil ko
Aa kuch pal saath bita le
Jo kahi wo baad ki baatein
Wo raat ki baatein
Kon kitna dard mein halat batate
Roz raatein sard aa kare aaj ki baate
Kehne ko sab apne kon saath nibhaate
Kya tere bas mein kya kasme waade
Bhar har lafz mein sab bhaari baatein
Har hi jaaye par saala koi kaise maat de
Din nikal hi jaata hai jaan
Raatein gehri hai yeh
Kyu ghar se bhatka musaafir
Hisse mein kya uske aayega aakhir
Paisa apno ko ya nafrat aapno se
Kya dega kya lega kya hoga haasil
Yaaron ke mohalle mein dhunde kya fir
Yaari nibhaani thi paisa tha wajib
Paisa to pasa palatne mein maahir
Sukoon to mil hi jaayega na fir
Manzil ko kitna bhaage the
Raahe badli manzil laapta
Din nikal hi jaata hai jaan
Raatein gehri hai yahan