Оберіть трек для відтворення
Auni-pauni teri harkatoon pe khul ke hasta hua
Aadhi-tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa ye mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya, na jaane kya hua
Sochta hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye is kadar, kyun hua hai dil duffer
Sochti hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer

Barsaatein baadalon ke bin wo karwa de, hasti hai jab wo
Kabhi yun hi bina kahe-kahe uda ke bas le jaati hai wo
Ae dil, suna na zara kehna mera, peeche uske tu aankhein meeche
Kyun bhaage, jaane le jaaye wo kidhar
Sochti hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye is kadar, kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye is kadar, kyun hua hai dil duffer
Tu naa jaane khud ko bhi jitna, maine jaana tujhko hai utna
Thodi-thodi to pehli zara sa tu mera savera
Ab to sune na dil meri yaadein jaate
Bas aane waale pal ke khyaalon mein hai rehta bekhabar
Sochti hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye is kadar, kyun hua hai dil duffer
Sochta hoon raat-bhar, kyun hua hai dil duffer
Bin bataaye is kadar, kyun hua hai dil duffer
Auni-pauni teri harkatoon pe khul ke hasta hua
Aadhi-tedhi teri aahaton pe aahein bharta hua
Pehle to sensible sa ye mera deewana dil tha
Kya isko ho gaya, na jaane kya hua
Sochti hoon raat-bhar (sochta hoon raat-bhar), kyun hua hai dil duffer (kyun hua hai dil duffer)
Bin bataaye is kadar (bin bataaye is kadar), kyun hua hai dil duffer (kyun hua hai dil duffer)
Sochti hoon raat-bhar (sochta hoon raat-bhar), kyun hua hai dil duffer (kyun hua hai dil duffer)
Bin bataaye is kadar (bin bataaye is kadar), kyun hua hai dil duffer