Оберіть трек для відтворення
Nom rebam hidak'em
Aalo'eh chin lodu chenma
Nom dubam hidakem
Arum eh chin rumdu chenma
Ek tu hi hai, dil ne jise hardam apna maana
Kaisi lagi laagi lagan tujhse hai, jaana
Ek tu hi hai, dil ne jise hardam apna maana
Kaisi lagi laagi lagan tujhse hai, jaana
Tu yahan, main yahan
Aur yeh baaton ka kaarwan
Tujhse woh keh doon main
Jo kisi se keh paaun na
No mabe, no mabe noru mabe ngok kali eh
No mabe, no mabe noru mabe ngok kano eh
Na maanoon, na maanoon, kisi ki ab main na manoon
Dil ki sunoon aur dil ki baaton ko main jaanoon
Jo yeh bekarari hai hamari
Hal nikalo, mil jaao
Fursat ke, yaara, lamhe ded o
Pal nikalo, mil jaao
Do jism, ek jaan, humein chain na tere bina
"Tera bhi dil na lage", kehti hawaa mere bina
Ek tu hi hai, dil ne jise hardam apna maana
Mujhsa na hoga ab koi dooja deewana
Ek tu hi hai, dil ne jise hardam apna maana
Mujhsa na hoga ab koi dooja deewana
Ek tu hi hai, dil ne jise hardam apna maana
Mujhsa na hoga ab koi dooja deewana