Оберіть трек для відтворення
Ishaare na samjhoon
Kyun raahon mein tham ke
Jab aankhon ko jhapke
Tu meri taraf
Kissa jo tera hai
Mera vo ab
Pata bhi na
Kaisi hai
Kyun hai kasak?
Main karta hoon
Tujhpe khud ko fanaa
Lutaunga dil
Tu na karna manaa
Tu hai meri
Mai tera bana
Sun Zara
Main karta hoon
Tujhpe khud ko fanaa
Lutaunga dil
Tu na karna manaa
Tu hai meri
Mai tera bana
Sun Zara
Bin tere na mann ab lagta
Teri aankhon me Noor hi jachta
Na kar isey namm
Phool se hath
Main tera gulshan
Bas main paas hi ana chahoon
Chhod ke baahein kahaan ab jaun
Tu mujhko paas bithaya kar
Main kaun hoon, ye kahin bhool na jaun
Lage titli si tu
Badi khilti hai tu
Hawa me tu
Udna chaahe
Ye teri khushbu
Kare bekabu
Kya kiya jaadu
Mai na janoon
Karta hoon
Tujhpe khud ko fanaa
Lutaunga dil
Tu na karna manaa
Tu hai meri
Mai tera bana
Sun Zara
Zard si shaamo me khilta husan
Tujhe dekh ke seene me uthti chubhan
Shagufta tu, tera khiltabadan
Saajna
Main karta hu tujeh pe
Main karta hoon
Tujhpe khud ko fanaa
Lutaunga dil
Tu na karna manaa
Tu hai meri Mai tera bana
Saajna
Main karta hu tujeh pe