Оберіть трек для відтворення
Ye raaste yeh wadiyaan or ye fiza
Na jaane ye humko le chale kahan
Na jaane kyun dhundle hain sab raaste
Kya pal do pal ka milna hi hai likha
Fir kyun hogaye ye faasle
Fir kyun na ho sake tum mere
Ye lamha jo tham gaye dono jahan
Na ho juda kabhi tere mere darmeyaan
Ye lamha jo tham gaye dono jahan
Na ho juda kabhi tere mere darmeyaan
Reh chuki thi jo baatein adhuri
Aao karle unhe poora
Reh chuke the jo khwaab adhure
Aao jeele unhe thoda
Ye dooriyaan ab kyun hain darmiyaan
Ye faasle ab mita
Yun bewaja khamosh kyun hai tu khada
Aisi kya hogyi mujhse khata
Ye raaste yeh wadiyaan or ye fiza
Na jaane ye humko le chale kahan
Na jaane kyun dhundle hain sab raaste
Kya pal do pal ka milna hi hai likha