Raatein jaagi dekha
Sawera bhi
Tujhe nahi
Tu hai kaha
Na mil saki
Bhaagi Jataane ko
Chora bhi na ek pata
Khamosh kamre mein baitha akela yuh
Rehta alag iss zamane se dur
Aadat si hai tere chere ki mujhko yuh
Dekhu nazakat se mera yeh noor
Suroor in sharabon mein nahi
Teri ada teri baato mein hai
Teri shararat ki yaadon mein hai
Tham ja phir mujhko tu wapas se keh de
Sajna
Baithe kyu saamne
Darte zamane se aksar ho tum
Thaamo haath yeh
Padh lo mujhe
Likh do kitaabo mein haskar humein
Dur aise jaa na
Tu isse pyaar kehta tha na
Ya mai hu akela chala
Oh piyaaaaaaa
Oh re piya
Kase tana bana
Jaane jaana
Ek jhalak dikh
Mujhe rijhana
Nachle aaja
Na dena bahana
Jaan tu saajan hai
Chhu le toh pawan mai
Dekh mera man yeh
Jo tere bin tut raha kab se
Par
Saajan ghabratein mere
Dekh jhalak chup jaate hai
Jaane mera dil jo yeh kaagaz
Pyaar se usko jalatein hai
Balkhatein hai
Sharmatein hai
Phir rooth ke mujhe dikhate hai
Phire pagalpan
Mera kaapein tan
Mujhe Jhuth ke malham lagate hai
Sajna
Baithe kyu saamne
Darte zamane se aksar ho tum
Thaamo hath yeh
Padh Lo mujhe
Likh do kitaabo mein haskar humein
Dur ese jaa na
Tu isse pyaar kehta tha na
Ya mai hu akela chala
Oh piyaaaaaa