Оберіть трек для відтворення
Bade mann se
Tujhe bemann kiya hai
Yun meri mehnat par
Paani na phero zaalim
Guzari hai raatein yun gairon ki baahon mein
Na khudki hai khabar, bass doobe rehte aadaton mein
Abb dhundhu khudko mai
Tumhari hii nun aankhon mein
Haan dhundhu khudko mai
Tumhari saari baaton mein
Tumhari hi un saanson mein
Tumhari hi unn aahaton mein
Mai in haalaton ka zimmedaar zimmedaar
Mai hi hua mera gunehgar gunehgar
Mai in haalaton ka zimmedaar zimmedaar
Mai hi hua mera gunehgar gunehgar
Kaash tu kabhi bhi milti nahi
Aur jo thi hi nahi woh tu banti nahi
Apni baaton se kabhi palat ti nahi
Aur bewajah mujh par tu chadti nahi
Baatein chalti bhott hai par banti nahi
Par teri bhi toh ismein galti nahi
Na mai Raha, na tu Rahi
Par battiyan us Ghar ki jalti rahi
Bharosa kiya yeh bhool thi meri
Tu dikhi jabb aankhon mein dhool thi meri
Aur Baatein Jo kari thi chatt par teri
Kya sahi mein tujhe woh yaad nahi?
Chal jaane de abb koi baat nahi
Maana Dil ke aangan mein barsaat nahi
Maana Aaj tu mere hai saath nahi
Mere pass nahi meri khaas nahi
Mere dil ke kinaaro ke pass nahi
Abb mujhe bhi tujhse koi aas nahi
Karun
Gairon ki yeh baahein
Mujhe na rijhaaye
Teri hi baahon ko dil tarsa hai
Paagal sa, gumsum sa
Tanha mai, chup chup sa
Neend na aati
Kyu raaton mei utsuk tha?
Gairon ki yeh baahein
Mujhe na rijhaaye
Teri hi baahon ko dil tarsa hai
Paagal sa, gumsum sa
Tanha mai, chup chup sa
Neend na aati
Kyu raaton mei utsuk tha?
Guzaari hai raatein
Bas teri hi baahon mei
Hai khudko dhundha maine
Teri hi inn aankhon mei
Jo tu yun mere saare
Gum apne sang rakhle
Jo tu yun mere saare
Darr apne ghar karle
Churake baitha, hai mere gum ko
Churaake baitha, hai mere ghar ko
Tu mere saare
Gum apne ghar karle
Tu mere saare
Gum apne ghar karle
Manas
Khudi toh maine tujhe dhurr Kiya
Badalne ke liye majboor Kiya
Tere zeher ka har ek ghoot Piya
Aur tere liye sabb manzoor kiya
Kyun tere liye sabb manzoor Kiya?
Piya
Mai in haalaton ka zimmedaar zimmedaar
Mai hi hua mera gunehgar gunehgar
Mai in haalaton ka zimmedaar zimmedaar
Mai hi hua mera gunehgar
Gunehgar
Gunehgar
Gunehgar