Оберіть трек для відтворення
Mod aaisa liya zindagi ne
Sab hai badla sa
Sab hai dundhla sa
Khud se vaasta abb
Hai bhi nahi kya pataa
Chal raha hun mundein aakhein
Ladkhadata sa sambhla hua
Aage kya hoga
Ayy khuda, tu hi bata
Janu Na Mai
Janu Na Mai
Kiya jo bhi haasil
Kya vo hai sahi
Khush hun mai shayad
Shayad nahi
Uljhano mai hokar
Suljha hun mai
Kya maaya hai rab ki
Samjhun na mai
Pehlu zindagi ke
Aur kitne baaki Hain
Janu Na Mai
Janu Na Mai
Aage kya hoga
Ayy khuda tu hi bata
Janu Na Mai
Janu Na Mai
Janu Na mai
Jaan gaya hun mai shayad abb toh
Raah ko apni aur shayad khud ko
Chalta rahunga Dil ki mai sunte sunte
Manzilon ko paaun khwab bunte bunte
Jaan gaya hun mai shayad abb toh
Jaan gaya hun mai shayad abb toh
Jaan gaya hun mai shayad abb toh