Оберіть трек для відтворення
Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare
In aankhon mein chhalakta hai
Mera pyaar, tera pyaar
Kahin tujh mein dhadakta hai
Mera pyaar, tera pyaar
Mera pyaar, tera pyaar
Mera pyaar, tera pyaar
Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare
Thoda sa mera hai, thoda tumhara
Mila-jula sa yeh khwaab hamara
Ek meethi dhun sunayi
De rahi hai aajkal
Hans ke saare gham hamare
Dega khushiyon mein badal
Mera pyaar, tera pyaar
Mera pyaar, tera pyaar
Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare
Koyi nahi sau saal jiya hai
Pyaar magar kaayam rehta hai
Dhoop, khushboo aur hawayein
Banke yeh reh jaayega
Baad apne bhi hamare
Yeh jahaan mehkayega
Mera pyaar, tera pyaar
Mera pyaar, tera pyaar
Main jitna tumhein dekhun
Mann yeh na bhare
Main jitna tumhein sochun
Mann yeh na bhare